haan tera khayal acha hai
jaan ko yeh wabaal acha hai

haan maantay hain hogain qaid
par ishq ka yeh jaal acha hai

jawab bhe jo khud dejae tujhko
sach me tera aisa sawal acha hai

jo muskuranay ka farq samjha de
tu jo de dil se wo malal acha hai

ab khudka faisla shikwa kia karain?
apna yeh haal behaal acha hai....

Sign In to know Author