ek shayar toh mohabbat ka woh ahem adakaar hai...jo aksar roya hai...

sachhe pyaar ka woh alag falsafi hai...jisne apna falsafa aksar khoya hai...

taqreer nahi yeh taleem hai uss jazbaat ki jo poore awaam ke dilon me kahi soya hai...

muskaan ka mukhauta pehene aaj bhi wahi dil muskuraya hai.........jo dil shayad aksar roya hai...

Sign In to know Author