"Ab yeh nahin pata ki ab agle pal kaise mein jeeonga ....
dil ki yeh bachani ko kaise sambhaalonga ...
.ab to muskurat hai chale gayi...
ab to tere sang hi accha lagta hai...
ab hu khud se bakabar ...auron se anjaan ,juda sa,
ab to jee hi nahin pahonga ....aisa lagta hai mujhe"

Ab to tu paas hoke bhi dur ho...
tujhe chu nahin sakta ...tujhse baat nahin kar sakta ...
Yeh pehra to badhta hi jaa raha hai....

Ab kal kya hone jaa raha hai, kisi ko pata nahin
mann to kar raha dil ki aag se iss duniya ko jala doo magar nahin kar sakta ..
Naa maut ko gale lagakar yeh keh sakta hoon ki ab mein tere paas hoon...

Jaanta hoon haal kuch tera bhi aisa hai...Kuch khud se naraz ...bahut si mujhse naraz ...
Aansoowon ke salab se khud ko nikalna chah raho hoge ...kuch nayi sooch ke saath aapne dil ko aur mazboot kar rahe hoge ....naye din ki jo suruwaat karni hai tujhe ....phir apne pratna apni soch mein mujhse kuch bina khaye aur yeh mankar ki aapko mujhe samajna hoga .... apne aap ko sambhal rahe hoge ...Kabhi to dil mein bhaagne ka bhi kahyal aa raha hoga ...lekin phir din ko ek majboot suruwat dene ko bare hoge ...

Aur mein is kone mein intezar mein rahoonga ki aapse meri baat ho....
Mujhse galti jo hui hai uski mafi mein mangoon ....
Choro naa humein yu bekarar sa .............................

darr khud se nahin tumse lagta hai tumhare us khudi se lagta hai jo tujse kuch bhi kara sakta hai.................darr khud se nahin tumse lagta hai...

Sign In to know Author