Ye tere pyar ki khushbu bikhar jaye na kahin....
Ye tere intzar ki gadiyan thehar jaye na kahin....
Ye apni zindagi ki kadiya chhut jaye na kahin...
Khuda kare waqt rehte mil jaye hum kahin...
Aisa na ho ye sanson ki door hi tute jaye kahin

Tags: Love

Sign In to know Author