hume to apno ne loot liya
gairo me kya dum tha
pani barasta raha aakho se
jabki na barish ka mausam tha
hamari kashti waha doob gai
jaha pani bhi kam tha
vohi humse door chala gaya
jo hamara humdum tha
bhula na sake kabhi tumhe
bas isi baat ka gam tha
kuch himmat bator ke maaf kia tumhe
ye bhi kya kam tha ?

Sign In to know Author