Hum adei ho gaya hai har mushaikal har musebiat ko KUDA ka aazab sa tashbie dena ka.kun KUDA ki rhamat sa yakeen ut gia hamara???.....KUDA to rahim ha karim ha wo kud khata hai mere tamam sifat mai mere REMAT ki sift sab par galib hai.phir asa kun hai, hum itna ghalat kun sochana laga hai.............kuda ka azab jab ata hai to sab fana ho jata sab mit jata hai.khatam ho jata ha.likan jab KUDA imtian letea hai to beshak sab chen leta hai lakin ap ka lia aik dar zarror kula chorta hai.jo ap ko andera sa bahar la jata ha.jo us dar ko phechan leta hai wo kamyiab hota hai.aur jo nai wo kud hi KUDA ka imtian ko apna lia azaab bena leta hai.........

Sign In to know Author