baarish mai bhiga hua woh parinda...
aasu baha rha h dekhega kaun...
ilzaam laga diya hai bewafai ka tmne...
ush ashiq ke alawa bhoolega kaun..
ummeed q kru ab kya kisi sai wafa ki mai..
aasu baha raha hun pochega kaun..
dil bhi mitt jayega mera zindagi ki tarah...
ishq ka janaza niklega dafnayega kaun..
kahne ko to h sb kuch mere paas...
par tu ni h jaanam batayega kaun...
dil ki rangat badal jayegi duniya ki tarah...
ush dil ki tadap ko samjhega kaun...
ab aur kya mohabbat kru ae ashique kisi sai...
dard laa kar rakh diya h sambhalega kaun..

Sign In to know Author