Is bheed ne tanha kar diya hume
warna tanhai shabd se nata nhi tha
in halato ne akela kar diya mujhe
warna akele rehna mujhe aata nhi tha...


kehte to sab hai ki hum sath hai tumhare
ye sach hota agar to har kehne wala chod ke jata nhi tha....
zindagi ne aise sawal utha diye man me mere....
ki shaq hota hai apno pe bhi ab
warna din to vo bhi the jab gairo pe bhi shaq mujhe aata nhi tha....

Sign In to know Author