Chala us shahar se is shahar ka mehmaan bankar rah gaya
Haqiqat ye hai kamzarf sa insaan bankar rah gaya

Har waqt ko trasha sab bhar teri yadon me
Per khawab ke pyalo me aasir bankar rah gaya

Is jaddo jahad me sarhad ko par kar gaya
Phir bhi meri mohabbat kashmir ban kar rah gaya

Aitraz na kare zamana kisi ke chahat me
Tabhi to taj maohabbat ka zanzeer ban kar rah gaya

Tags: Loss

Sign In to know Author