chaltay chaltay zindigi k safar pay
ik ihsaas tu howa yaar

k jo dikhta ha wo bikta hai
baqi sub hai baqwaas

biwi kahaye sohar naraz hai
Mian biwi ka tu mu sooja hai

dil me aik toofaan barpa hai
do bool piyar ki aas

piyar tu akhir hai na
lartay hain tu kiya

phir ho aik fazool mazak
ub sub set hai yaar

gur aa pari muskil koi
pul main marne ko taiyaar

khamosh zaban chikhtee ankhain
kahain mut ja mere yaar

chaltay chaltay zindagi me
howa phir aik ihsaas

roz ki noke jhonk he piyar hai
jhota dikhawa nahi yaar

Sign In to know Author