Sitaren Na Rote Raton Ko Agar Chand Ka Didar Har Raat Hota,
Kya Gajab Hota Agar Mukammal Yaha Har Ashiqui Hota,
Nibha Jate Har Koi Jahan Se Siddar Se Ishq-e-wafa Agar,
Mohabbat Karnewale Har Ek Mehboob Agar Beimaan Na Hota,
Ishq Ki Rahon Me Aaj Mohabbat Yun Badnam Na Hota !.

Tags: ROMANCE, Tragedy

Sign In to know Author