Kaash mein lafzom ko hakikat bana pata,
Bahut kch khoke bhi kch vapas pa jata,
Un gamon ka boz utna na tha,Jitna maine maan liya tha,
Baar Baar khud ko kos ke khud ka hi dushman bana liya tha,
Ishq na tha fir b ishq hai ye na jane maine kyun maan liya tha.....

Sign In to know Author