Aaj sirf ek sawaal tum sab logo se ? Mere dost Nishit, Rohit
aur jisse main pyaar karta tha.

Kya pyaar revenge hota hai, Kya pyaar mein log mar sakte hain na yehi sunta tha,

Ek baar haanth utha ke ye bolti ki main tujhse baahut pyaar karti hoon aur main aungi tere saath kahin bhi....chalega...pata hai agar tu chambal ki ghatiyon mein bulaati na rahul waha aa jaata ...marne se darr nahi lagta....

are yaar tere liya ye software company kya hain,
kya hain ye sab......bol na ek baar chodne ke liya wo bhi chod dunga

Lekin tumhe sirf yahi lagega hardam rahul ne revenge liya.....iski bajate haaan....
bas nishith agar yahi sab hai na dil mein to please dost mata bana yaar.

Teri galiyaan tadpaati hai yaar ..................

Kaash tumhare dil ko main change kar sakta.....
Par haan mujhe sirf tumne mujhe apni tarah bana diya....pata hain pehle main sab ki help karta tha ....ab to darr lagta hain...

kaash tu samajh pata rahul ko.........kaash tum sab samajh paate...ki main monali ke liya kuch bhi kar sakta hoon.....ek baar bol ke dekhti rahul chal apan mumbai chalenga...dona saath mein.......job chod denge...

use na to bola push mat karo kisi ko....kya karoon ....? Kaisa hai ye pyaar.....?
Jaha hardam darr lagta hain......................kyun kiya

To Monali :)

Sign In to know Author