Kabhi Hasti, hsati ho..
kabhi roti, Rulati ho..
Maa aap Bahut yaad aati ho..
Jb bhi fone krta hunn...
"Ghar aaja" Hamesha aapse yhi sunta hun..
Phir Jab main mana krta hun..
to aap papa ko fone deti ho..
"Aap use aane ki bolo".....
Ye papa se bolne ko khti ho...
Papa bhi Jaante hai main ghr abhi to aaya tha...
Aapne hi Khila khila ke Mujhe mota banaya tha..
Pr aapse ek sahi baat bolu..
jab bhi college main raat ko bhook lagti hai...
Aapki haath ke khane ki yaadein mujhe jakadti hai..
"Par Kya kru college to rhna padega"..
yhi sochkar aankh band kr leta hun...
aapke haatho ke khane ko yaad krke hi pet bhar leta hun..


:)
:)

Tags: Mother

Sign In to know Author