Jiski zindagi main jaata hoon uski zindagi kharaab ho jaati hain...............Aaj se nafrat karta hoon main apne aap se

Maina tumhari zindagi khaarab kar di na.........Tumne project bhi chod diya na.....Nishith ne project chod diya...rohit nafarat karta hain...Nafrat kar yaar...jabse tum log ki zindagi mein aaya hoon pain hi mila hai....
Nahin monali main waada karta hoon .....maina bhagwaan se bahut choti zindagi maangi hai.....
Jaada din nahi mere paas .....lekin bas ek cheez bolna chahta hoon.......tu mujhse kabhi pyaar mat karna...main tere pyaar ke worth nahin....

Marna to maang chuka hoon.....jab pune jaaonga na .....to kabhi nahin aunga....na mom dad ...na tere paas............waada karta hoon.....jaada din nahin hain.........

Bas main waada karta hoon nahin aunga ....jab se main tere zindagi main aaya hoon ...tujhe pain hi mila hain.....

Sign In to know Author