Tumhare liye kuch karne ka man karta hai
Chaand taaro ki baat toh sab karte hain,
Tumhare liye zameen pe ye aasman le anne ko man karta hai
Tumhare ek muskaan ke liye sau bar main mar jaun
Tumhara dil jitne ke liye khud ko hi main haar jaun
Duniya badalne ki baat karte logo ko suna hai maine,
Tumhare liye aaj khud ko badalne ka man karta hai

Tags: Love

Sign In to know Author