Na jaane kyun har dinn, zindagi leti hai intehaan meri,
Tere bina soona lagta hai din, sooni rehti hai raat meri...
Khwaabon mein hi jeeta hun woh khwaabon ki zindagi,
Na toh hai khushiyaan naseeb mein, Na hi hai gham meri...
Teri yaadon mein hi bhatakta hun ye duniya saari,
Ab na toh tu hai meri,
Aur na hi hai ek lamhe ki yaadein parchaaiyaan teri... :-(

Tags: Poetry

Sign In to know Author