Dil ki tanhaiyon ko yun hi gungunata chala ja raha hun...

kabhi yahan kabhi wahan, teri yaadon ko saath liye ja raha hun..

Koi jo pooche ki daastaan kya hai iss kaafir ka...

paigaam mohabbat ka diye ja raha hun...

Kaun hai tu mujhe kya pata..main to bas ek nagma likhe ja raha hun...

Sign In to know Author