Pehli baar iss zindagi ne yeh nafees lateefa sunaya hai...

Ki usne khud maut ka farmaan liye ek lifafa thamaya hai...

Uss zareen shagufta ki pakeezgi pe shak kaise karein...

Aakhir iss bhavre ne ishq ka manzar bas ek dafa banaya hai...

Sign In to know Author