ghutan me dhadakte iss dil ki zindagi ko ikhtesaar kehte hain...

aansuo ko rokne ki taakat ko khud ka ikhteyaar kehte hain...

khone-paane ki riyaaziyaat me uljhane bahot hain

bina paaye hi agar sab kho jaaye...aakhir isko bhi toh pyaar kehte hain...!

Sign In to know Author