Aaj Arsho bad kisi ne awaaz di thi,
Aaj Arsho bad kisi ne sharab di thi,

Ki badi muddat hui thi in gumo se nijat payein,
Aaj badi muddatoein bad kisi ne in gumo ko aag di thi.

Maine maykhane ke har rang birangi bundoein ko khud main pasar diya,
Aaj inhi bundoein main maine rangbazar dekha,

Katrata tha main jisse, Aaj us katre main maine sansar dekha.

Badi Muddatoein bad kisi ne awaz di,
Badi muddatoein bad maine saqi ka pyar dekha.

Sign In to know Author