Ham toh yuhi par gaye the tere pyaar mein,urne ki armaan liye .....
mujhe kya pata tha gir jayenge dham se katre pankh or jakhmi jaan liye.
Mann behlana ho toh yaad kar lena ,aaj bhi bari jinda dili se intezar hota hai tumhara ,warna itne waqt baad bhi meri shayari mein na aate tum..

Sign In to know Author