iss dil ka kya kahein,
kiye hai na jaane isne kitne sitam,
idhlaati bechaniyon ke darmiyan bhi
chalte rhe sada iske kadam,
dard ki raahon mein bicha deta toh hai yeh aarzoon ki chaadar,
par na jaane yeh ki kaante toh chhupenge,
par dard na ho sakega kam!

Sign In to know Author