Yuhi Kabhi likha nahi,
Kyuki Yuhi kabhi pyar huva nahi,

Yuhi kabhi main sapne dekhta nahi,
kyuki yuhi kabhi main tumse mila nahi,

yuhi kabhi pehli baris main bheega nahi,
Kyuki yuhi kabhi mujhe koi apna mila nahi,

yuhi kabhi main gungunata nahi,
kyuki yuhi kabhi pyar huva nahi,

Tumsa pyara koi dekha nahi,
Tumsa haseen koi mila nahi,

Tumsa sachaa koi laga nahi,
Tumsa koi kareeb pehla ayya nahi,

Ab jab tum ho to sab hain,
Tum ho to raab hain,
tum nahi toh kuch nahi,
tum nahi to zindagi nahi,

Bitana chahata hu main yeh zindagi abhi,
Tumhare alava kisi aur ke saath nahi.

Bas ek baar ishq ka ekarar kardo,
Zindagi luta denge tumare intazaar main.

yuhi kabhi pyar huva nahi.
yuhi kabhi pyar huva nahi.

Sign In to know Author